Thursday, 3 July 2014

[www.keralites.net] Emaan Meri Taqat Aur Pakeezgi Tera Husn

Emaan Meri Taqat Aur Pakeezgi Tera Husn

Fun & Info @ Keralites.net
 
                                                                           Mayoos mat hona yeh ek Gunnah hota hai

  Milta wahi hai jo Qhismat main likha hota hai

Har Cheez miley humain yeh Zaroori tou nahi

Kuch Cheezon ka Zikar doosre Jahan main hota hai

Fun & Info @ Keralites.net
 
Jo khud ko Kostey hain woh shayed bekhabar hain

Kuch Paalene ka Ikhtiyar khud pe bhi hota hai

Har ek ko Kasoorwar kyun Thehrayein hum

Apne samne bhi tou aik ayeena hota hai

Fun & Info @ Keralites.net
 
Hum apni Zindagi se kyun haar Jayein

Agar doobta hai sooraj tou kal bhi Ujala hota hai.

Usay apnay Rishtoon ki Fikar thi, Woh jo mera Waqif-e-Haal tha

Woh jo uski Subah-e-urooj thi, Wohi mera Waqt-e-Zawal tha

Fun & Info @ Keralites.net
 
Meri baat kaisay woh manta, Mera dard kaisay woh janta

Woh toh khud Fanaa keh Safar pay tha,Usay rokna bhi mahaal tha

Kahan jao gaiy mujhay choore kar, Main yeh poach poach keh thak gaya

Woh Jawab mujhko na dey saka, Woh toh khud Sarapa-e-sawal tha

Woh milay jo Sadiyoon baad bhi, Meray Lab pe koi Gila na tha Share 

Woh milay jo Sadiyoon baad bhi, Meray Lab pe koi Gila na tha

Usay meri chup ne rula dia, Jisay Guftagu pay kamal tha

www.keralites.net

__._,_.___

Posted by: Murli dhar Gupta <mdguptabpl@gmail.com>
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1)
KERALITES - A moderated eGroup exclusively for Keralites...

To subscribe send a mail to Keralites-subscribe@yahoogroups.com.
Send your posts to Keralites@yahoogroups.com.
Send your suggestions to Keralites-owner@yahoogroups.com.

To unsubscribe send a mail to Keralites-unsubscribe@yahoogroups.com.

Homepage: http://www.keralites.net

.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment